☆☆☆☆☆☆☆
Mai khud ab mere haalato se itna pareshaan ho gaya hu
Jaise mai khud me hi khud se sawalia nishaan ho gaya hu
Maana Badastoor mere dard badh rahe hai
Ab isse zyada na seh saku ab mai wo insaan ho gaya hu
Beshak ab maut hi aasaan sa raasta dikhti hai
Shayad ab mai poori duniya se hi naaraaz ho gya hu
☆☆☆☆☆☆☆
Kaise bayaan karu mai apni mohabbat ko
Tum to meri mohabbat ko nazar andaaz karte chale gye
Tum humare pyaar ko pal pal thukraate rahe
Aur hum tumse Mohabbat karte hi chale gye.

Comments