Ek ehsaas

Andaaz kuch aisa jo deewana kar gaya
Mijaaz kuch aisa jo parwanaa kar gaya
Kya kare zikr uske husn aur uske haal ka
Jo tha bas bemisaal tha.

Comments

Popular Posts