Aaj mai phir se wapas aaya hu ek naye kisse k sath ise zaroor padhe aur kuch naya seekhne ki koshish kijiye.
Ek baar ki baat hai ek student tha wo life me kaafi pareshaan tha to usne socha ki wo apne college k baad apne teacher se milne unke ghar jaayga aur unhe apni problems bata kar kuch solution karne ko kahega to wo college ke baat apne teacher ke paas gaya aur unse kaha ki aaj mai aapse padhne nahi aaya hu balki aaj aapse mai kuch discussion karne aaya hu to teacher ne poocha kis cheez ka discussion to usne kaha sir meri life m bahut si problem hai aur iske wajah se dipressed hone laga hu to teacher ne kaha isme kya khaas baat hai problem to sb ki life me hoti hai to student ne socha ki teacher kaise hai inke paas koi solution hi nahi hai.
Teacher usko dekhte hai muskurate hai aur agle hi pal kehte hai ki aao mere saath mai kuch dikhata hu tumhe aur wo usko apne sath kitchen me le jaate hai aur gas jalate h aur us par 3 bartan rakh dete hai aur teeno me pani bhar kar ubalne ko rakh dete hai aur unme se ek me 1 aalu ek me 1 anda aur ek me 1 coffee bean rakh dete hai ubalne ke liye aur kuch der ubalne ke baad wo use uthate hai aur dekhte hai to student kehte hai ki aap iske zariye kya samjhana chah rahe hai to teacher batate hai ki dekho ki aalu ubalne par naram ho gaya hai , anda ubalne par sakht ho gya aur coffee bean ubalne par apni khushbu aur rang chod di hai to student kehta m kuch samjha nahi to teacher kehte hai ki jis tarah ek hi temperature hone par bhi teeno cheezo ne apna different nature bana ka us temperature ko face kiya usi tarah tumhe bhi apni saari problems ko alag alag tareeqe se face karna hai q ki PROBLEMS IS THE PART OF LIFE
If you like it ,then please share with friends and meet you soon with new story.
----(Shades of souls)---

Comments